LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: हवा है सर्द सर्द - havaa hai sard sard

चित्रपट / Film: Shatranj

संगीतकार / Music Director: सी. रामचंद्र-(C Ramchandra)

गीतकार / Lyricist: राजिन्दर क्रृष्ण-(Rajinder Krishan)

गायक / Singer(s): लता मंगेशकर-(Lata Mangeshkar)

शेअर करें / Share Page

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
हवा है सर्द सर्द और दिल में भी है दर्द
बरसी है कहीं आज घटा

मौसम का रंग है अजीब, बुल्बुल से फूल है करीब
आये बहार के कदम, जाग है बाग का नसीब
सुनके घटा का शोर, जंगल में नाचा मोर
बरसी है कहीं आज घटा

शाकें सवर सवर गयी, कलियां निकर निकर गयी
देखा समा झुला झुला, नज़्रें जिधर जिधर गयी
कैसा अजब है रंग, भीगा है अंग अंग
बरसी है कहीं आज घटा

हवा है सर्द सर्द...





हवा है सर्द सर्द और दिल मेइं भी है दर्द
बरसी है कहीं आज घटा

मौसम का रंग है अजीब,बुल्बुल से फूल है करीब
आये बहार के कदम,जागा है बाग का नसीब
सुनके घटा का शोर, जंगल में नाचा मोर
बरसी है कहीं आज घटा

ठण्डी हवा के साथ साथ, दिल में ये आ रही है बात
जाऊँ यहां से दूर दूर, हातों में लेके उनक हाथ
मचला हुआ है दिल, ऐसे में आके मिल
बरसी है कहीं आज घटा

हवा है सर्द सर्द...

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
havaa hai sard sard aur dil me.n bhii hai dard
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa

mausam kaa ra.ng hai ajiib, bulbul se phuul hai kariib
aaye bahaar ke kadam, jaaga hai baag kaa nasiib
sunake ghaTaa kaa shor, ja.ngal me.n naachaa mor
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa

shaake.n savar savar gayii, kaliyaa.n nikar nikar gayii
dekhaa samaa jhulaa jhulaa, nazre.n jidhar jidhar gayii
kaisaa ajab hai ra.ng, bhiigaa hai a.ng a.ng
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa

havaa hai sard sard...





havaa hai sard sard aur dil mei.n bhii hai dard
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa

mausam kaa ra.ng hai ajiib,bulbul se phuul hai kariib
aaye bahaar ke kadam,jaagaa hai baag kaa nasiib
sunake ghaTaa kaa shor, ja.ngal me.n naachaa mor
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa

ThaNDii havaa ke saath saath, dil me.n ye aa rahii hai baat
jaauu.N yahaa.n se duur duur, haato.n me.n leke unaka haath
machalaa huaa hai dil, aise me.n aake mil
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa

havaa hai sard sard...

कुछ और सुझाव / Related content: