LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: प्रेम नगर में बनाऊँगी घर मैं - prem nagar me.n banaauu.Ngii ghar mai.n

चित्रपट / Film: चंडीदास-(Chandidas)

संगीतकार / Music Director: R C Boral

गीतकार / Lyricist: Aga H Kashmiri

गायक / Singer(s): कुंदनलाल सैगल-(Saigal)Uma Shashi

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
उ : प्रेम नगर में बनाऊँगी घर मैं सजके घर संसार (२)
    प्रेम का आँगन, प्रेम की छत और प्रेम के होंगे द्वार (२)
    प्रेम नगर में बनाऊँगी घर मैं सजके घर संसार (२)

स : प्रेम सखा हो प्रेम पड़ौसी
    प्रेम में सुख का सार, प्रेम में दुःख का सार
    प्रेम सखा हो प्रेम पड़ौसी 
    प्रेम में दुःख का सार, प्रेम में सुख का सार
    प्रेम के संग बितायेंगे जीवन (२)
    प्रेम ही प्राणाधार
    प्रेम के संग बितायेंगे जीवन प्रेम ही प्राणाधार
    प्रेम सखा हो प्रेम पड़ौसी
    प्रेम में सुख का सार, प्रेम में दुःख का सार
    प्रेम के संग बितायेंगे जीवन (२)
    प्रेम ही प्राणाधार

उ : {प्रेम सुधा से स्नान करूँगी 
    प्रेम से होगा श्रिंगार, प्रेम से होगा श्रिंगार} (२)
स : {प्रेम ही कर्म है प्रेम ही धर्म है 
    प्रेम ही संत विचार, प्रेम ही संत विचार} (२)

उ : प्रेम नगर में बनाऊँगी घर मैं सजके घर संसार

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
u : prem nagar me.n banaauu.Ngii ghar mai.n sajake ghar sa.nsaar (2)
    prem kaa aa.Ngan, prem kii chhat aur prem ke ho.nge dvaar (2)
    prem nagar me.n banaauu.Ngii ghar mai.n sajake ghar sa.nsaar (2)

s : prem sakhaa ho prem pa.Dausii
    prem me.n sukh kaa saar, prem me.n duHkh kaa saar
    prem sakhaa ho prem pa.Dausii 
    prem me.n duHkh kaa saar, prem me.n sukh kaa saar
    prem ke sa.ng bitaaye.nge jiivan (2)
    prem hii praaNaadhaar
    prem ke sa.ng bitaaye.nge jiivan prem hii praaNaadhaar
    prem sakhaa ho prem pa.Dausii
    prem me.n sukh kaa saar, prem me.n duHkh kaa saar
    prem ke sa.ng bitaaye.nge jiivan (2)
    prem hii praaNaadhaar

u : {prem sudhaa se snaan karuu.Ngii 
    prem se hogaa shri.ngaar, prem se hogaa shri.ngaar} (2)
s : {prem hii karm hai prem hii dharm hai 
    prem hii sa.nt vichaar, prem hii sa.nt vichaar} (2)

u : prem nagar me.n banaauu.Ngii ghar mai.n sajake ghar sa.nsaar

कुछ और सुझाव / Related content: