LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: एक समय पर दो बरसातें - ek samay par do barasaate.n

चित्रपट / Film: झूला-(Jhoola)

संगीतकार / Music Director: सलील चौधरी-(Salil Choudhary)

गीतकार / Lyricist: राजिन्दर क्रृष्ण-(Rajinder Krishan)

गायक / Singer(s): मन्ना डे-(Manna De)

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
एक समय पर दो बरसातें -२
बादल के संग आँख भी भरसे
चारों ओर है जल-थल जल-थल -२
फिर भी प्यासा मनवा तरसे
एक समय पर दो बरसातें

( उमड-घुमड जब छायीं घटायें
नीर बरसेगा सबने जाना ) -२
कोई न जाने दिल में तूफ़ाँ
कब आ जाये और किधर से
एक समय पर दो बरसातें

( आग लगी है दिल में लेकिन
देख रहा है आँख का पानी ) -२
शोलों के संग बहती नदिया
निकल रही है एक ही घर से

एक समय पर दो बरसातें
बादल के संग आँख भी भरसे
चारों ओर है जल-थल जल-थल
फिर भी प्यासा मनवा तरसे
एक समय पर दो बरसातें

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
ek samay par do barasaate.n -2
baadal ke sa.ng aa.Nkh bhii bharase
chaaro.n or hai jal-thal jal-thal -2
phir bhii pyaasaa manawaa tarase
ek samay par do barasaate.n

( umaD-ghumaD jab chhaayii.n ghaTaaye.n
niir barasegaa sabane jaanaa ) -2
ko_ii na jaane dil me.n tuufaa.N
kab aa jaaye aur kidhar se
ek samay par do barasaate.n

( aag lagii hai dil me.n lekin
dekh rahaa hai aa.Nkh kaa paanii ) -2
sholo.n ke sa.ng bahatii nadiyaa
nikal rahii hai ek hii ghar se

ek samay par do barasaate.n
baadal ke sa.ng aa.Nkh bhii bharase
chaaro.n or hai jal-thal jal-thal
phir bhii pyaasaa manawaa tarase
ek samay par do barasaate.n

कुछ और सुझाव / Related content: