LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: प्रेम की नय्या को मिला है प्रेम नदी का किनारा - prem kii nayyaa ko milaa hai prem nadii kaa kinaaraa

चित्रपट / Film: मेघदूत-(Meghdoot)

संगीतकार / Music Director: Kamal Dasgupta

गीतकार / Lyricist: Faiyaz Hashmi

गायक / Singer(s): JagmohanKalyani Das

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
दो: प्रेम की नैया को मिला है
प्रेम नदी का किनारा

ज: मीठे राग पवन है गाती
क: गालों का है तार बजाती
दो: हम दोनों को लेकर नाचे????
ज: नाचे जीवन जमुना-धारा
क: जीवन जमुना-धारा

ज: रहें तुम्हारे नैन रसीले
नैन मिला के अमृत पी ले
क: आज की ऋतु है बड़ी सुहानी
साथ में प्रीतम प्यारा

ज: आँधी से भी बुझे नहीं
सच्ची प्रीत की बाती
क: मिल जाते हैं आके
एक दिन बिछड़े साथी
दो: प्रेम मिलन की जीत हुई है
बिरहा का दुख हारा

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
do: prem kii naiyaa ko milaa hai
prem nadii kaa kinaaraa

ja: miiThe raag pavan hai gaatii
ka: gaalo.n kaa hai taar bajaatii
do: ham dono.n ko lekar naache????
ja: naache jiivan jamunaa-dhaaraa
ka: jiivan jamunaa-dhaaraa

ja: rahe.n tumhaare nain rasiile
nain milaa ke amR^it pii le
ka: aaj kii R^itu hai ba.Dii suhaanii
saath me.n priitam pyaaraa

ja: aa.Ndhii se bhii bujhe nahii.n
sachchii priit kii baatii
ka: mil jaate hai.n aake
ek din bichha.De saathii
do: prem milan kii jiit huii hai
birahaa kaa dukh haaraa

कुछ और सुझाव / Related content: