LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: आओ आओ जान-ए-जहाँ - aao aao jaan-e-jahaa.N

चित्रपट / Film: गोमती के किनारे-(Gomti Ke Kinaare)

संगीतकार / Music Director: राहुलदेव बर्मन-(R D Burman)

गीतकार / Lyricist: मजरूह सुलतानपुरी-(Majrooh Sultanpuri)

गायक / Singer(s): आशा भोसले-(Asha Bhosale)किशोर कुमार-(Kishore Kumar)

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
कोरस:
रू रू रूरुरुरू

किशोर:
अजी आप लोग भी गाइये ना

कोरस (louder):
रू रू रूरुरुरू

आशा:
क्या जानो तुम बिन थी क्या दिल को बेक़रारी
महफ़िल की, महफ़िल की दीवानी सी तुम्हारी
चैन आया जब देखी ये सूरत प्यारी प्यारी
आओ, आओ जान-ए-जहाँ आओ, आओ जान-ए-जहाँ
दिल ने ढूँढा तुझे कहाँ कहाँ

किशोर:
आओ हम भी आए हैं बाहों के हार लेके
होंठों पे एक नग़मा आँखोँ में प्यार लेके
इस दिल के शीशे में तसवीर-ए-यार लेके
आओ, आओ जान-ए-जहाँ 
दिल ने ढूँढा तुझे कहाँ कहाँ
आओ, आओ जान-ए-जहाँ

आशा:
उल्फ़त है या क्या है कुछ कम है दिल की उलझन
पहले थी खोयी सी अब चंचल है ये चितवन
तुम छू लो कुछ ऐसे लहराये मेरा तन-मन

दोनों:
आओ, आओ जान-ए-जहाँ
दिल ने ढूँढा तुझे कहाँ कहाँ
आओ, आओ जान-ए-जहाँ

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
koras:
ruu ruu ruurururuu

kishor:
ajii aap log bhii gaaiye naa

koras ##(louder)##:
ruu ruu ruurururuu

aashaa:
kyaa jaano tum bin thii kyaa dil ko beqaraarii
mahafil kii, mahafil kii diivaanii sii tumhaarii
chain aayaa jab dekhii ye suurat pyaarii pyaarii
aao, aao jaan-e-jahaa.N aao, aao jaan-e-jahaa.N
dil ne Dhuu.NDhaa tujhe kahaa.N kahaa.N

kishor:
aao ham bhii aae hai.n baaho.n ke haar leke
ho.nTho.n pe ek naGamaa aa.Nkho.N me.n pyaar leke
is dil ke shiishe me.n tasaviir-e-yaar leke
aao, aao jaan-e-jahaa.N 
dil ne Dhuu.NDhaa tujhe kahaa.N kahaa.N
aao, aao jaan-e-jahaa.N

aashaa:
ulfat hai yaa kyaa hai kuchh kam hai dil kii ulajhan
pahale thii khoyii sii ab cha.nchal hai ye chitavan
tum chhuu lo kuchh aise laharaaye meraa tan-man

dono.n:
aao, aao jaan-e-jahaa.N
dil ne Dhuu.NDhaa tujhe kahaa.N kahaa.N
aao, aao jaan-e-jahaa.N

कुछ और सुझाव / Related content: