Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!
गाना / Title: तेरे मन्दिर का हूँ दीपक जल रहा - tere mandir kaa huu.N diipak jal rahaa
चित्रपट / Film: गैर फिल्म-(Non-Film)
संगीतकार / Music Director: पंकज मलिक-(Pankaj Mullick)
गीतकार / Lyricist: गायक / Singer(s): पंकज मलिक-(Pankaj Mullick)तेरे मन्दिर का हूँ दीपक जल रहा आग जीवन में मैं भर कर जल रहा, जल रहा तेरे मन्दिर का हूँ दीपक जल रहा क्या तू मेरे दर्दसे अन्जान है तेरी मेरी क्या नयी पहचान है जो बिना पानी बताशा गल रहा आग जीवन में मैं भर कर चल रहा ... इक झलक मुझ को दिखा दे साँवरे, साँवरे मुझ को ले चल तू गधुम की छाँव रे, साँवरे और छलिया आ आ आ और छलिया क्यों मुझे तू छल रहा आग जीवन में मैं भर कर चल रहा ... मैं तो क़िसमत बाँसुरी के बाँछता एक धुन से सौ तरह से नाचता आँख से जमुना का पानी ढल रहा आग जीवन में मैं भर कर चल रहा ...
tere mandir kaa huu.N diipak jal rahaa aag jiivan me.n mai.n bhar kar jal rahaa, jal rahaa tere mandir kaa huu.N diipak jal rahaa kyaa tuu mere dar.d se an_jaan hai terii merii kyaa nayii pahachaan hai jo binaa paanii bataashaa gal rahaa aag jiivan me.n mai.n bhar kar chal rahaa ... ik jhalak mujh ko dikhaa de saa.Nvare, saa.Nvare mujh ko le chal tuu gadhum kii chhaa.Nv re, saa.Nvare aur chhaliyaa aa aa aa aur chhaliyaa kyo.n mujhe tuu chhal rahaa aag jiivan me.n mai.n bhar kar chal rahaa ... mai.n to qisamat baa.Nsurii ke baa.Nchhataa ek dhun se sau tarah se naachataa aa.Nkh se jamunaa kaa paanii dhal rahaa aag jiivan me.n mai.n bhar kar chal rahaa ...
कुछ और सुझाव / Related content: