Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!
गाना / Title: चिराग़ दिल के जलाओ कि ईद का दिन है - chiraaG dil ke jalaao ki iid kaa din hai
चित्रपट / Film: अज्ञात-(Unknown)
संगीतकार / Music Director:
गीतकार / Lyricist: गायक / Singer(s): Chitra Singh, जगजीत सिंग-(Jagjit Singh)चिराग़ दिल के जलाओ कि ईद का दिन है तराने झूम के गाओ कि ईद का दिन है ग़मों को दिल से भुलाओ कि ईद का दिन है ख़ुशी से बज़्म सजाओ कि ईद का दिन है तराने झूम के गाओ कि ईद का दिन है हुज़ूर उस के करो अब सलामती की दुआ सर-ए-नियाज़ झुकाओ कि ईद का दिन है तराने झूम के गाओ कि ईद का दिन है सभी मुरादें हो पूरीं हर एक सवाली की दुआ को हाथ उठाओ कि ईद का दिन है तराने झूम के गाओ कि ईद का दिन है
chiraaG dil ke jalaao ki iid kaa din hai taraane jhuum ke gaao ki iid kaa din hai Gamo.n ko dil se bhulaao ki iid kaa din hai Kushii se bazm sajaao ki iid kaa din hai taraane jhuum ke gaao ki iid kaa din hai huzuur us ke karo ab salaamatii kii duaa sar-e-niyaaz jhukaao ki iid kaa din hai taraane jhuum ke gaao ki iid kaa din hai sabhii muraade.n ho puurii.n har ek savaalii kii duaa ko haath uThaao ki iid kaa din hai taraane jhuum ke gaao ki iid kaa din hai
कुछ और सुझाव / Related content: