% \startsong \stitle{kaTate hai.n dukh me.n ye din, pahaluu badal badal ke}% \film{Parchhain}% \year{1952}% \starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Noor Lucknowi}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@isr.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % kaTate hai.n dukh me.n ye din, pahaluu badal badal ke \- 2 rahate hai.n dil ke dil me.n, aramaa.N machal machal ke kaTate hai.n \threedots ta.Dapaaegaa kahaa.N tak, ai dad.r\-e\-dil bataa rusavaa kahii.n na kar de.n, aa.Nsuu nikal nikal ke kaTate hai.n \threedots ye khvaab par jo chamake, ? phe.nkaa gayaa hai dil kaa, gu.Nchaa kuchal kuchal ke kaTate hai.n \threedots ulfat kii Thokaro.n se, aakhir na bach sakaa dil aakhir na bach sakaa dil jitane kadam uThaae, hamane sambhal sambhal ke kaTate hai.n \threedots % #endindian \endsong %