% \startsong \stitle{aanevaalii hai, aanevaalii hai milan kii gha.Dii}% \film{Milan}% \year{}% \starring{Jackie Shroff, Manisha Koirala}% \singer{Abhijit, chorus}% \music{Anand-Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: Anil + Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aanevaalii hai (4) aanevaalii hai milan kii gha.Dii naa pUchho meraa haal yaaro.n naa pUchho meraa haal yaaro.n hoke judaa mai.n pyaar se rahaa ka_ii saal yaaro.n aanevaalii hai milan kI gha.Dii (2) (gujarii hai kaise judaaii kI raate.n usako bataaU.ngaa mai.n saarii baate.n ) \- 2 had se jyaadaa muhabbat karU.ngaa baaho.n me.n bharake use chUm lU.ngaa rab ne sunalii merii duaa mai.n dIvaanaa aisaa huaa badal gayI chalo yAro.n aanevaalii hai milan kii gha.Dii (2) (milane ko vo bhii machalatii hogii raato.n ko karavaT badalatii hogii ) \- 2 sIne se saa.Dii sarakatii to hogii haatho.n kii chU.Dii khanakatii to hogii aatii hogii usako sharam bahake ho.nge usake kadam khule ho.nge baal yaaro.n aanevaalii hai milan ke gha.Dii (2) naa pUchho meraa haal yaaro.n \- 2 hoke judaa mai.n pyaar se rahaa kai saal yaaro.n aanevaalii hai milan ke gha.Dii % #endindian \endsong %