% \startsong \stitle{kabhii kabhii mere dil me.n, khayaal aataa hai.n ##from the movie##}% \film{Kabhi Kabhi}% \year{1976}% \starring{Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Rakhi, Neetu Singh, Rishi Kapoor}% \singer{Mukesh / Mukesh, Lata}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Rajat Bhatnagar (rbhatnag@uokmax.ecn.uoknor.edu) % Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu) % posted by nasir (noor@muug.mb.ca) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % kabhii kabhii mere dil me.n, Kayaal aataa hai ke jaise tujhako banaayaa gayaa hai mere liye tuu abase pahale sitaaro.n me.n bas rahii thii kahii.n tujhe zamii.n pe bulaayaa gayaa hai mere liye kabhii kabhii mere dil me.n, Kayaal aataa hai kabhii kabhii mere dil me.n, Kayaal aataa hai ke ye badan ye nigaahe.n merii amaanat hai.n ye gesuo.n kii ghanii chhaa.Nv hai.n merii Kaatir ye ho.nTh aur ye baahe.n merii amaanat hai.n kabhii kabhii mere dil me.n, Kayaal aataa hai kabhii kabhii mere dil me.n, Kayaal aataa hai ke jaise tuu mujhe chaahegii umra bhar yuu.Nhii uThegii merii taraf pyaar kii nazar yuu.Nhii mai.n jaanataa huu.N ke tuu Gair hai magar yuu.Nhii kabhii kabhii mere dil me.n, Kayaal aataa hai kabhii kabhii mere dil me.n, Kayaal aataa hai ke jaise bajatii hai.n shahanaaiyaa.n sii raaho.n me.n suhaag raat hai ghuu.NghaT uThaa rahaa huu.N mai.n (2) simaT rahii hai tuu sharamaa ke merii baaho.n me.n kabhii kabhii mere dil me.n, Kayaal aataa hai % #endindian \endsong %