% \startsong \stitle{jo bhii buraa bhalaa hai, allaah jaanataa hai}% \film{Best of Sajda}% \starring{}% \singer{Jagjit Singh,Lata}% \music{}% \lyrics{Akhtar}% % % Contributor: Rajesh Sharma (rsharma@cs.indiana.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Ramesh Hariharan (rameshh@acad1.tp.ac.sg) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % l: jo bhI buraa bhalaa hai, allaah jaanataa hai bande ke dil me.n kyA hai, allaah jaanataa hai j: ye farsh\-o\-arsh kyA hai, allaah jaanataa hai parado.n me.n kyA chhipaa hai, allaah jaanataa hai l: jaa kar jahaa.N se ko_ii, vaapas nahii.n hai AtA vo kaun sI jagah hai, allaah jaanataa hai j: nekii badI ko apanii, kitanaa hii tU chhipaaye allaah ko pataa hai, allaah jaanataa hai l: ye dhuup chhAo.n dekho, ye subah shaam dekho sab kyU.n ye ho rahaa hai, allaah jaanataa hai j: qismat ke naam ko to, sab jaanate hai.n lekin kismat me.n kyA likhA hai, allaah jaanataa hai ## ----------------------------------------------------------------------- Dictionary : 1. ## bande ## - person 2. ## farsh\-o\-arsh ## - earth \& sky 3. ## nekii\-badii ## - virtue \& vice -----------------------------------------------------------------------## % #endindian \endsong %