% \startsong \stitle{jaya kR^ishhNa hare, shrii kR^ishhNa hare (bhajan)}% \film{non-Film}% \starring{}% \singer{}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Dr. Bhanot % Transliterator: Shree % Credits: Rajiv Shridhar % Date: 04/06/1997 % Comments: Bhajan % \printtitle #indian % jaya kR^ishhNa hare, shrii kR^ishhNa hare dukhiyo.n ke dukh duur kare jaya jaya jaya kR^ishhNa hare.. jaba chaaro.n taraf a.ndhiyaaraa ho aashaa kaa duur kinaaraa ho jaba koii na khevan haaraa ho taba tuu hii be.Daa paar kare jaya jaya jaya kR^ishhNa hare.. tuu chaahe to saba kuchha kara de vishha ko bhii amR^ita kara de puurNa kar de usakii aashaa jo bhii teraa dhyaan dhare jaya jaya jaya kR^ishhNa hare.. % #endindian \endsong %