% \startsong \stitle{jagat musaafir khaanaa, lagaa hai aanaa jaanaa}% \film{Balika Badhu}% \year{1976}% \starring{Sachin}% \singer{Anand Bakshi}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Fri Jan 26 1996 % Credits: % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % jagat musaafir khaanaa, lagaa hai aanaa jaanaa chaa.Nd chhupe to suuraj nikale, suuraj Duube ho jaae shaam rut aae rut jaae mausam, aane jaane kaa hai naam ho jogii, kisakaa thaur Thikaanaa, \threedots dekhe pahu.Nche kaun kahaa.N par, raahii nikalaa gaataa ha.Nsataa sabakii apanii\-apanii ma.nzil, apanaa\-apanaa rastaa o jogii, jiivan path a.njaanaa, \threedots chaar dino.n kaa mel hai bhaiyaa, jisane saare khel rachaae maa.N bachcho.n se milane aae, phir vaapas ghar jaae o jogii, ye dasatuur puraanaa, \threedots % #endindian \endsong %