% \startsong \stitle{jab dil hii TuuT gayaa}% \film{Shahjehan}% \year{1946}% \starring{Saigal}% \singer{Saigal}% \music{Naushad}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jab dil hii TuuT gayaa, jab dil hii TuuT gayaa ham jii ke kyA kare.nge, ham jii ke kyA kare.nge jab dil hii TuuT gayaa \- 2 ulafat kA diyaa hamane, is dil me.n jalaayaa thA \- 2 ummiid ke phuulo.n se, is ghar ko sajaayaa thA \- 2 ik bhedii luuT gayaa, ik bhedii luuT gayaa ham jii ke kyA kare.nge, ham jii ke kyA kare.nge jab dil hii TuuT gayaa (maaluum nA thA itanI, mushkil hai.n merI raahe.n mushkil hai.n merI raahe.n ) \- 2 aramaa.n ke bahe aa.Nsuu, hasarat kI bharI aahe.n \- 2 har sAthI chhuuT gayaa, har sAthI chhuuT gayaa ham jii ke kyA kare.nge, ham jii ke kyA kare.nge jab dil hii TuuT gayaa % #endindian \endsong %