% \startsong \stitle{jaatii huu.N mai.n, jaldii hai kyaa}% \film{Karan Arjun}% \year{}% \starring{Shahrukh Khan, Kajol}% \singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: Saurabh Bhat % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/31/1996 % \printtitle #indian % a: jaatii huu.N mai.n k: jaldii hai kyaa a: dha.Dake jiyaa k: vo kyo.n bhalaa a: khud se hii Darane lagii huu.N mai.n pyaar karane lagii huu.N k: khud se itanaa darogii tum pyaar kaise karogii a: jaaduu tere jism kaa terii or khii.nche mujhe kaabuu na khud pe rahe jab\-jab mai.n dekhuu.N tujhe k: kadam bahak jaae.nge ye kyo.n tum ne sochaa kyaa merii chaahat pe tumako nahii.n bharosaa a: tum par mujhako yakii.n hai khud par yakii.n nahii.n jaatii huu.N \threedots k: leke tere lab kii laalii jiivan ko ra.Ngiin kare.nge Kvaabo.n me.n tumako bhare.nge kal tak tabhii jii sake.nge a: khud ko sambhaale rakhiye mujh ko sambhalane diijiye hosh mai.n apanii kho jaauu.N itanaa pyaar na diijiye k: pyaar hai diivanaapan hosh kaa kaam nahii.n a: jaatii huu.N \threedots % #endindian \endsong %