% \startsong \stitle{jaanaa thaa hamase duur, bahaane banaa liye}% \film{Adaalat}% \year{1958}% \starring{Nargis}% \singer{Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu), Neha Desai % Editor: % \printtitle #indian % jaanaa thaa hamase duur, bahaane banaa liye ab tumane kitanii duur, Thikaane banaa liye jaanaa thaa \threedots ruKasat ke vaqt tumane jo aa.Nsuu hame.n diye un aa.Nsuo.n se hamane, fasaane banaa liye ab tumane kitanii duur, Thikaane banaa liye jaanaa thaa \threedots dil ko mile jo daaG jigar ko mile jo dard un daulato.n se hamane khazaane banaa liye ab tumane kitanii duur, Thikaane banaa liye jaanaa thaa \threedots % #endindian \endsong %