% \startsong \stitle{dukhii man mere, sun meraa kahanaa}% \film{Funtoosh}% \year{1956}% \starring{Dev Anand, Sheela Ramani}% \singer{Kishore}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % dukhii man mere sun meraa kahanaa jahaa.N nahii.n chainaa vahaa.N nahii.n rahanaa dukhii man\threedots dard hamaaraa koii na jaane apanii garaj ke sab hai.n diivaane kisake aage ronaa roe.n des paraayaa log begaane dukhii man\threedots laakh yahaa.N jholii phailaa le kuchh nahii.n de.nge is jag vaale patthar ke dil mom na ho.nge chaahe jitanaa niir bahaale dukhii man\threedots apane liye kab hai.n ye mele ham hai.n har ik mele me.n akele kyaa paaegaa usame.n rahakar jo duniyaa jiivan se khele dukhii man\threedots % #endindian \endsong %