% \startsong \stitle{dono.n ne kiyaa thaa pyaar magar, mujhe yaad rahaa tuu bhuul ga_ii}% \film{Mahua}% \year{}% \starring{Shiv Kumar, Anjana, Faraah, Premnath}% \singer{Rafi}% \music{Sonik-Omi}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % dono.n ne kiyaa thaa pyaar magar mujhe yaad rahaa tuu bhuul ga_ii maine tere liye re jag chho.Daa tu mujhako chho.D chalii tuune mujhase kiyaa thaa kabhii vaadaa merii taal pe tuu dau.Dii chalii aaegii kaisaa ba.ndhan hai pyaar kaa ye ba.ndhan ise chho.D ke tuu kabhii nahii.n jaaegii kyaa yahii hai vafaa mujhe ye to bataa merii mahuaa, vo tere vaade kyaa hue kyaa yahii hai vafaa, mujhe ye to bataa, merii mahuaa o merii jaanaa, dono ne kiyaa izahaar magar \threedots aaj mai.n apane dil kii sadaa se aasamaan ko hilaa ke rahuu.Ngaa ai maut kii nii.nd sone vaalii aaj tujhako jagaa ke rahuu.Ngaa tuu na jaagii to aasamaan ko jagaa ke rahuu.Ngaa tuu is jag me.n na aaii to is jag ko jalaa ke rahuu.Ngaa tu hai meraa badan mai.n badan kaa ??? jalaa ke rahuu.Ngaa o merii aatamaa ??? tujhe aatamaa se milaake rahuu.Ngaa tuu hai merii dulhan aaj hogaa milan merii mahuaa \threedots % #endindian \endsong %