% \startsong \stitle{dha.Dakane lage dil ke taaro.n kii duniyaa, jo tum muskuraa do}% \film{Dhool Ka Phool}% \year{}% \starring{Rajendra Kumar, Mala Sinha}% \singer{Mahendra Kapoor, Asha}% \music{N Dutta}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: ShashiKant Joshi % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/09/1996 % Credits: Balaji A.S. Murthy % Vandana Venkatesan % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [24] % nice softie. music does add to its beauty. % \printtitle #indian % A: dha.Dakane lage dil ke taaro.n kii duniyaa m: jo tum muskuraa do A: jo tum muskuraa do m: sa.nvar jaae ham bekaraaro.n kii duniyaa jo tum muskuraa do A: jo tum muskuraa do m: jo tum muskuraa do, bahaare.n ha.Nse.n sitaaro.n kii ujalii kataare.n ha.Nse.n A: jo tum muskuraa do, nazaare ha.Nse.n javaa.n dha.Dakano.n ke ishaare ha.Nse.n \- 2 dha.Dakane lage\threedots m: havaa me.n ke Kushabuu kii a.Nga.Daaiyaa.N ye aa.Nkho.n pe zulfo.n kii parachhaaiyaa.N A: ye mastii ke dhaare ubalate hue ye siino.n me.n tuufaa.n machalate hue \- 2 dha.Dakane lage \threedots m: ye bojhal ghaTaa_e.n barasatii huii ye bechain ruuhe.n tarasatii huii A: ye saa.Nso.n se shole nikalate hue badan aa.Nch khaakar pighalate hue \- 2 dha.Dakane lage\threedots % #endindian \endsong %