% \startsong \stitle{aahe.n na bharii.n shikave na kie}% \film{Zeenat}% \year{}% \starring{}% \singer{Noorjehan, Zohrabai Ambalewali, Kalyani}% \music{Mir Sahib}% \lyrics{Nakshab}% % % Contributor: David Windsor % Transliterator: David Windsor % Editor: Rajiv Shridhar , Tabassum Hijazi % Date: 10/25/1996 % \printtitle #indian % aahe.n na bharii.n shikave na kie kuchh bhii na zabaa.n se kaam liyaa is dil ko paka.D kar baiTh gae haatho.n se kalejaa thaam liyaa puuchhaa jo kisii ne haal to ham kuchh kah na sake kuchh kah bhii gae roke to bahut aa.Nsuu lekin kuchh ruk bhii gae kuchh bah bhii gae afsaanaa kahaa aur lab na hile ashko.n se jahaa.N kaa kaam liyaa rone se bhalaa kyaa dil rukataa duniyaa ko aur ta.Dapaataa sach puuchhiye ye to Kair huii mahafil me.n tamaashaa ban jaataa kuchh aap adaae.n rok gae kuchh zabt se ham ne kaam liyaa vo laakh tumhaare zulm sahe par aa.Nkh se aa.Nsuu bah na sakaa biimaar\-e\-mohabbat ai naKashab kuchh aur to mu.Nh se kah na sakaa ik ThaNDii sii lambii aah bharii chupake se kisii kaa naam liyaa aahe.n na bharii.n \threedots % #endindian \endsong %