% \startsong \stitle{mujhe tum se muhabbat hai}% \film{Do Sitare}% \year{1951}% \starring{Suraiya, Dev Anand, Premnath}% \singer{Suraiyya}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Arunabha Roy % Transliterator: Arunabha Roy % Date: Oct 12, 2001 % #indian \printtitle % mujhe tum se muhabbat hai \- 2 magar ab tak kahaa.N the tum, mujhe tum se shikaayat hai mujhe tum se muhabbat hai \threedots muhabbat jis qadar hotii hai laharo.n ko kinaare se musaafir ko a.ndherii raat me.n roshan sitaare se muhabbat kii qasam tum se mujhe itanii muhabbat hai mujhe tum se muhabbat hai \threedots mere ho.nTho.n ke sapano.n me.n tumhaaraa naam aataa thaa tumhaare naam se dil ko ba.Daa aaraam aataa thaa vahii ho tum, mujhe tum se muhabbat thii, muhabbat hai mujhe tum se muhabbat hai \threedots % #endindian #endsong %