% \startsong \stitle{jalaakar aag dil me.n}% \film{Toofaan}% \year{1954}% \starring{}% \singer{S D Batish}% \music{S D Batish}% \lyrics{Waheed Qureshi}% % % Contributor: Balaji A S Murthy % Transliterator: Balaji A S Murthy % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % jalaakar aag dil me.n, zindagii barabaad karate hai.n na ha.Nsate hai.n, na rote hai.n, na kuchh fariyaad karate hai.n ummiide.n, hasarat-o-aramaan, sab apanaa li_e dil me.n li_e barabaadiyaa.N ab, ra.nj-o-Gam aabaad karate hai.n na ha.Nsate hai.n \threedots rahe.n majabuuriyaa.N apanii, rahe.n barabaadiyaa.N apanii ham apane aashiyaa ko, aap hii barabaad karate hai.n na ha.Nsate hai.n \threedots nahii.n apanii ko_ii ma.nzil, kahaa.N jaa_e.n, kidhar jaa_e.n sahaaraa maut kaa hai, maut ko apanaa karate hai.n na ha.Nsate hai.n \threedots % #endindian \endsong %