% \startsong \stitle{jaanaa naa dil se duur}% \film{Aarzoo}% \year{1950}% \starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Arunabha S. Roy % Transliterator: Arunabha S. Roy % Comments : LATAnjali series % \printtitle #indian % jaanaa naa dil se duur aa.Nkho.n se duur jaake \-2 naazuuk bahut hai dekho, naazuuk bahut hai dekho dil ho na Gam se chuur aa.Nkho.n se duur jaake \threedots furqat ke ra.nj sahanaa aur mu.Nh se kuchh na kahanaa \-2 bichha.De hai.n aaj ham tum, bichha.De hai.n aaj ham tum milanaa hai phir zaruur aa.Nkho.n se duur jaake \threedots (ulfat ko tum nibhaanaa mujhase na ruuTh jaanaa mujhase na ruuTh jaanaa ) \-2 zaalim hai yah zamaanaa, zaalim hai yah zamaanaa dil to hai beqasuur aa.Nkho.n se duur jaake \threedots % #endindian \endsong %