% \startsong \stitle{aa ke ab aataa nahii.n dil ko qaraar}% \film{Mehbooba}% \year{1954}% \starring{Nalini Jayawant, Shammi Kapoor}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Tanvir Naqvi ?}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: Srinivas Ganti % Credits: Arunabha Roy % Date: January 30, 2002 % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % (aa ke ab aataa nahii.n dil ko qaraar)\-2 raah takate thak gayaa hai i.ntazaar aa ke ab aataa nahii.n dil ko qaraar is qadar bechain hai duniyaa merii dil kii har Dha.Dakan me.n hai aahaT terii aarazu_e.n ho rahii.n hai.n beqaraar aa ke ab aataa nahii.n dil ko qaraar (dil sadaaye.n de rahaa hai tuu kahaa.N)\-2 mu.ntazir hai.n chaa.Nd taare aasamaa.N ye havaa_e.n ye fizaaye.n ye bahaar aa ke ab aataa nahii.n dil ko qaraar aas tere vo hasii.n raate.n ga_ii pyaar kii ra.ngii.n mulaaqaate.n ga_ii rah gayaa hai dard dil kii yaadagaar aa ke ab aataa nahii.n dil ko qaraar % #endindian \endsong %