% \startsong \stitle{suniye to zaraa kahaa.N ruuTh ke chale}% \film{Aankh Michouli}% \year{1962}% \starring{Mala Sinha, Shekhar}% \singer{Mukesh}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: There are two other unidentified voices who speak the words % \printtitle #indian % suniye to zaraa kahaa.N ruuTh ke chale yuu.N baat ba.Dhaayaa nahii.n karate - haa.N memsaab - jii memsaab suniye to zaraa kahaa.N ruuTh ke chale yuu.N baat ba.Dhaayaa nahii.n karate jis dil me.n sanam tasaviir ho terii us ko Thukaraayaa nahii.n karate - haa.N memsaab - jii memsaab chho.Do gussaa sambhaalo zaraa aa.Nchal dekho dekho ulajh gayii paayal ajii ho ke khafaa yuu.N ek dam uTh ke jaayaa nahii.n karate suniye to zaraa \threedots jo ye TuuTe to koii mushkil hai vo to kaho ki dil meraa dil hai ajii darpaN ko yuu.N har dam Thes lagaayaa nahii.n karate suniye to zaraa \threedots kahaa aao to tum lage jaane is adaa ke hamii.n hai.n diivaane ajii aur ko ham apanii qasam yuu.N bulaayaa nahii.n karate suniye to zaraa \threedots % #endindian \endsong %