% \startsong \stitle{mohe aa_ii na jag se laaj}% \film{}% \year{}% \starring{}% \singer{Pankaj Udhas}% \music{}% \lyrics{Qatil Shifai}% % % Contributor: Donald Ravi Persaud % Transliterator: Nita % Credits: Vijay Kuma_r, Nita, Vandana Vidwans, Virendra Rawat % Comments: There are many versions of this song, including a film version by % Asha in Dharamkanta (MD Naushad). This is a Pankaj Udhas version. % \printtitle #indian % galii galii me.n phuul bichhaa_o Kuub machaa_o shor ab ke piyaa jo ghar aa_e mai.n naachuu.N ban ke mor mohe aa_ii na jag se laaj mai.n itanaa zor se naachii aaj ke ghu.ngharuu TuuT ga_e kuchh mujh pe nayaa joban bhii thaa kuchh pyaar kaa paagalapan bhii thaa har palak merii tiir banii aur zulf merii za.njiir banii liyaa dil saajan kaa jiit vo chhe.De paayaliyaa ne giit ke ghu.ngharuu TuuT ga_e vo kaisii lagan baato.n me.n thii vo kis kii mahak raato.n me.n thii sandesaa jo laa_ii puravaa_ii mai.n Kud se bhii sharamaa_ii jab ghar aa_e the shyaam liyaa thaa mujhako aisaa thaam ke ghu.ngharuu TuuT ga_e dharatii pe na mere pair lage bin piyaa mujhe sab Gair lage mujhe a.ng mile aramaano.n ke mujhe pa.nkh mile paravaano.n ke jab milaa piyaa kaa gaa_o.n to aisaa lachakaa meraa paa_o.n ke ghu.ngharuu TuuT ga_e % #endindian \endsong %