% \startsong \stitle{kho gayaa jaane kahaa.N}% \film{Mohar}% \year{1959}% \starring{}% \singer{Hemant}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: % Comments: Hemant-da A genius #54 % Date: 11/23/2000 % \printtitle #indian % aa aa aa (kho gayaa jaane kahaa.N aarazuu kaa jahaa.N) -\2 muddate.n guzarii magar yaad hai vo daastaa.N kho gayaa jaane kahaa.N \threedots daaG miT sakate nahii.n dil se terii yaad ke is tarah bhuule ko_ii guzare bahaaro.n kaa samaa kho gayaa jaane kahaa.N \threedots aa aa aa (zi.ndagii viiraa.N hai ek seharaa kii tarah) \-2 (dil meraa betaab hai mauj\-e\-dariyaa kii tarah) \-2 Gam kii mai.n tasaviir huu.N aa aa aa Gam kii mai.n tasaviir huu.N bekasii kii daastaa.N kho gayaa jaane kahaa.N \threedots qaafile aate rahe.n qaafile jaate rahe.n merii ma.nzil kaa magar naa milaa mujhako nishaan kho gayaa jaane kahaa.N \threedots % #endindian \endsong %