% \startsong \stitle{dil kii duniyaa basaa ke saa.Nvariyaa}% \film{Amardeep}% \year{1958}% \starring{Dev Anand, Vyjayantimaala, Padmini}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: K Vijay Kumar % Comments: LATAnjali % \printtitle #indian % (dil kii duniyaa basaa ke saa.Nvariyaa)\-2 tum na jaane kahaa.n kho gaye, kho gaye saath rahanaa thaa saarii umariyaa duur naazaro.n se kyo.n ho gaye, ho gaye jaane vaale (jaane vaale, pataa teraa mai.n ne aatii jaatii bahaaro.n se puuchhaa)\-2 (chup rahe jab zamiin ke nazaare aasamaan ke sitaaro.n se puuchhaa)\-2 (sun ke baadal bhii merii kahaanii)\-2 bebasii par merii ro gaye, ro gaye dil kii duniyaa \threedots ha.Ns rahaa hai (ha.Ns rahaa hai ye zaalim zamaanaa apanii khushiy.on kii mahafil sajaaye)\-2 (mai.n akelii magar ro rahii huu.N terii yaado.n ko dil se lagaaye)\-2 (bahate bahate ye aa.Nsuu bhii haare)\-2 aake palako.n pe so gaye,so gaye dil kii duniyaa \threedots % #endindian \endsong %