% \startsong \stitle{aao aao jaan-e-jahaa.N}% \film{Gomti Ke Kinaare}% \year{1972}% \starring{Meena Kumari, Mumtaz, Sameer, Rehman}% \singer{Asha, Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Shalini Razdan % Transliterator: % Credits: % Comments: GEETanjali series. A masterpiece. % \printtitle #indian % koras: ruu ruu ruurururuu kishor: ajii aap log bhii gaaiye naa koras ##(louder)##: ruu ruu ruurururuu aashaa: kyaa jaano tum bin thii kyaa dil ko beqaraarii mahafil kii, mahafil kii diivaanii sii tumhaarii chain aayaa jab dekhii ye suurat pyaarii pyaarii aao, aao jaan\-e\-jahaa.N aao, aao jaan\-e\-jahaa.N dil ne Dhuu.NDhaa tujhe kahaa.N kahaa.N kishor: aao ham bhii aae hai.n baaho.n ke haar leke ho.nTho.n pe ek naGamaa aa.Nkho.N me.n pyaar leke is dil ke shiishe me.n tasaviir\-e\-yaar leke aao, aao jaan\-e\-jahaa.N dil ne Dhuu.NDhaa tujhe kahaa.N kahaa.N aao, aao jaan\-e\-jahaa.N aashaa: ulfat hai yaa kyaa hai kuchh kam hai dil kii ulajhan pahale thii khoyii sii ab cha.nchal hai ye chitavan tum chhuu lo kuchh aise laharaaye meraa tan\-man dono.n: aao, aao jaan\-e\-jahaa.N dil ne Dhuu.NDhaa tujhe kahaa.N kahaa.N aao, aao jaan\-e\-jahaa.N % #endindian \endsong %