% \startsong \stitle{vo chaa.Nd nahii.n hai dil hai kisii diivaane kaa}% \film{Aandhiyan}% \year{1952}% \starring{Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik}% \singer{Hemant, Asha}% \music{Ali Akbar Khan}% \lyrics{Pt. Narendra Sharma}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: % Credits: % Comments: Hemantada series #48 % \printtitle #indian % he: vo chaa.Nd vo chaa.Nd nahii.n hai dil hai kisii diivaane kaa (aakash jise kahatii duniyaa) \- 2 vo naam hai ik viiraane kaa \threedots (diivaane ke dil kii hii tarah) \- 2 vo raato.n jalataa rahataa hai is nii.nd kii maaTii nagarii me vo kuchh na kisii se kahataa hai (hai us me shamaa kii bechainii) \- 2 aur pyaar bhii hai paravaane kaa \threedots he: jab se pahaluu se gayaa hai dil kisii pahaluu nii.nd nahii.n aatii aa: (jo suurat dil men samayii hai) \-2 (vo suurat dil se nahii.n jaatii ) \-2 aao aa.Nchal patalaa jaa_o kyaa raat hai dil me samaane kaa kyaa raat % #endindian \endsong %