% \startsong \stitle{nain mile chain kahaa.N dil hai vahii.n tuu hai jahaa.N}% \film{Basant Bahaar}% \year{1956}% \starring{Bharat Bhushan, Nimmi}% \singer{Lata, Manna De}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Satish Kalra % Editor: % \printtitle #indian % nain mile chain kahaa.N dil hai vahii.n tuu hai jahaa.N ye kyaa kiyaa sai.nyaa saa.Nvare o tuune ye kyaa kiyaa sai.nyaa saa.Nvare aa~ % spoken tumane apanii aavaaz paa lii gopaal haay! mai.n aaj devii maa.N se kuchh aur bhii maa.Ng letii gaa_o gopaal gaa_o apane is nav_jiivan kii basant bahaar gaa_o % end spoken lines chup chup rahake luTaayaa dil tujhape ik sukh paayaa mai.n ne sau duHkh sah ke kaun se gagan ke tale dil ye meraa le ke chale do nainaa tere baa.Nvare o gorii do nainaa tere baa.Nvare naTakhaT nainaa na maane meraa kahanaa har dam chaahe terii galiyo.n me.n rahanaa ha.Ns ke mohe luuT gaye, kuchh kahaa to ruuTh gaye do nainaa tere baa.Nvare o gorii do nainaa tere baa.Nvare mere man sajanaa bahaare.n jaise a.Nganaa tum bin sajan mohe suujhat koii ra.ng naa duur duur galii galii ab to baat phail chalii ye kyaa kiyaa sai.nyaa saa.Nvare o tuune ye kyaa kiyaa sai.nyaa saa.Nvare % #endindian \endsong %