% \startsong \stitle{Gam na kar zamaanaa aur aayegaa}% \film{Shahzada}% \year{}% \starring{}% \singer{Talat}% \music{S Mohinder}% \lyrics{Tanvir Naqvi}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % Gam na kar khushii kaa daur aayegaa Gam na kar zamaanaa aur aayegaa khatm ho gayii sitam kii daastaa.N jhuk rahaa hai ab zamii.n pe aasamaa.N ab na ye ha.Nsii terii rulaayegaa Gam na kar \threedots aa gaye hai.n dekho din bahaar ke din guzar gaye hai.n i.ntazaar ke duHkh kaa ye samaa badal hii jaayegaa Gam na kar \threedots chaar din guZaar de ha.Nsii khushii aa gayaa vo vaqt jab kii aadamii Thokare.n nasiib ke na khaayegaa Gam na kar \threedots dekhanaa ye raat kaT hii jaayegii isake baad subah muskuraayegii ik nayaa jahaaN jagamagaayegaa Gam na kar \threedots % #endindian \endsong %