% \startsong \stitle{mere dil me.n tuu hii tuu hai}% \film{Bhavna}% \year{}% \starring{}% \singer{Jagjit Singh, Chitra Singh}% \music{}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Rajiv Shridhar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % \printtitle #indian % chi: (mere dil me.n tuu hii tuu hai, dil kii davaa kyaa karuu.N jag: dil bhii tuu hai jaa.N bhii tuu hai, tujhape fidaa kyaa karuu.N) \-2 do: mere dil me.n tuu hii tuu hai, dil kii davaa kyaa karuu.N chi: khud ko kho ke tujhako paakar kyaa\-kyaa mila kyaa kahuu.N terii hoke jiine me.n kyaa aaya mazaa kyaa kahuu.N jag: kaise din hai.n kaisii raate.n kaisii fizaa kyaa kahuu.N merii hoke tuune mujhako kyaa kyaa diyaa kyaa kahuu.N chi: mere pahaluu me.n jab tuu hai phir mai.n duaa kyaa karuu.N jag: dil bhii tuu hai jaa.N bhii tuu hai tujhape fidaa kyaa karuu.N do: mere dil me.n tuu hii tuu hai, dil kii davaa kyaa karuu.N jag: hai ye duniyaa dil kii duniyaa milake rahe.nge yahaa.N luuTe.nge ham khushiyaa.N har pal duHkh na sahe.nge yahaa.N chi: aramaano ke cha.nchal dhaare aise bahe.nge yahaa.N ye to sapano kii jannat hai, sab hii kahe.nge yahaa.N ye duniyaa mere dil me.n basii hai, dil se judaa kyaa karuu.N jag: dil bhii tuu hai jaa.N bhii tuu hai, tujhape fidaa kyaa karuu.N) \-2 do: mere dil me.n tuu hii tuu hai, dil kii davaa kyaa karuu.N % #endindian \endsong %