% \startsong \stitle{kabuutar jaa, jaa, jaa}% \film{Maine Pyar Kiya}% \year{}% \starring{Bhagyashree, Salman Khan}% \singer{Lata, S P Balasubramaniam}% \music{Ram Laxman}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: Alfaaz % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % kabuutar jaa, jaa, jaa kabuutar jaa jaa jaa pahale pyaar kii pahalii chiTThii saajan ko de aa kabuutar jaa, jaa, jaa \threedots unase kahanaa, jab se gaye tum, mai.n to adhuurii lagatii huu.N in ho.nTho.n pe chup sii lagii na rotii na ha.Nsatii huu.N bhuul huii jo unhe.n sataayaa, kaisaa paap kiyaa kabuutar jaa, jaa, jaa \threedots man hii man me.n unako apanaa sab kuchh maan chukii huu.N mai.n vo kyaa hai.n, mai.n kaun huu.n unakii, ab ye jaan chukii huu.N mai.n unako apane saath hii laanaa, dil hii nahii.n lagataa kabuutar jaa, jaa, jaa \threedots yahaa.N kaa mausam ba.Daa hasii.n hai, phir bhii pyaar udaas hai unase kahanaa, duur sahii mai.n dil to unhii.n ke paas hai tuu ye sa.ndeshaa unakoo sunaanaa, mai.n piichhe aayaa kabuutar jaa, jaa, jaa \threedots jahaa.N bhii dekhuu.N tum hii tum ho, aur nazar na kuchh aaye dil ye chaahe is aalam me.n kaash zamaanaa ruk jaaye aaj se pahale kabhii nahii.n thii itanii hasii.n duniyaa kabuutar jaa, jaa, jaa \threedots % #endindian \endsong %