% \startsong \stitle{Gam shamaa kaa sab ne dekhaa}% \film{}% \year{}% \starring{}% \singer{}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Vishwanath (Vishinutah) % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % \printtitle #indian % baat chalii terii aa.Nko.n se, jaa pahu.Nchii paimaane tak khii.nch rahii terii ulfat aaj mujhe maikhaane tak ishq kii baate.n Gam ki baate.n, duniyaa vaale karate hai.n Gam shamaa kaa sab ne dekhaa, kaun gayaa paravaane tak ishq nahii.n hai tumako mujhase, yuu.N hii baate.n karatii ho yuu.N hii bahaane qaayam rakhanaa, tum mere mar jaane tak bas itanaa kahanaa hai tumase, mumkin ho to aa jaanaa jab aaogii, rukanaa hogaa, aa.Nkho.n ke patharaane tak % #endindian \endsong %