% \startsong \stitle{ba.De bhole ho}% \film{Ardhangini}% \year{1959}% \starring{Raj Kumar, Meena Kumari}% \singer{Lata}% \music{Vasant Desai}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Vandana Venkatesan % Transliterator: Vandana Venkatesan % Credits: Ambrish Sundaram % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % \printtitle #indian % ba.De bhole ho, o \threedots ba.De bhole ho ha.Nsate ho sunake duhaaii kanahaaii kanahaaii kanahaaii ba.De bhole ho \threedots bhaage hai.n jag merii chhaayaa se duur tan man meraa sab kii Thokar se chuur phir phir ke phir tumare dar pe aaii ho\threedots phir phir ke phir tumare dar pe aaii ba.De bhole ho ha.Nsate ho sunake duhaaii kanahaaii kanahaaii kanahaaii ba.De bhole ho \threedots jalate aa.Nsuu\threedots jalate aa.Nsuu jalate aa.Nsuu bhiige nayano.n kaa haar dekhaa to hai sab kuchh tumane gopaal phir tumarii akhiyaa.N hai.n kyuu.N musakaaii ho\threedots phir tumarii akhiyaa.N hai.n kyuu.N musakaaii ba.De bhole ho\threedots ho\threedots ba.De bhole ho kit jaauu.N o\threedots kit jaauu.N mai.n mukh to kholo zaraa chor banake chup kyuu.N ho bolo zaraa achchhii ye ba.nsii kii oTh lagaaii ho\threedots achchhii ye ba.nsii kii oTh lagaaii ba.De bhole ho ha.Nsate ho sunake duhaaii kanahaaii kanahaaii kanahaaii ba.De bhole ho \threedots % #endindian \endsong %