% \startsong \stitle{baahar se koii andar na aa sake ... ham tum ik kamare me.n}% \film{Bobby}% \year{}% \starring{Rishi Kapoor, Dimple Kapadia}% \singer{Shailendra Singh, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Kesav Kaliyaperumal % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % baahar se koii andar na aa sake andar se koii baahar na jaa sake socho kabhii aisaa ho to kyaa ho socho kabhii aisaa ho to kyaa ho ham tum, ik kamare me.n band ho.n aur chaabhii kho jaaye tere naino.n ke bhuul bhulaiyyaa me.n ba.cbii kho jaaye ham tum \threedots aage ho ghanaghor andheraa - baabaa mujhe Dar lagataa hai piichhe koii Daakuu luTeraa - u.N, kyo.n Daraa rahe ho aage ho ghanaghor andheraa piichhe koii Daakuu luTeraa upar bhii jaanaa ho mushakil niiche bhii aanaa ho mushakil socho kabhii aisaa ho to kyaa ho socho kabhii aisaa ho to kyaa ho ham tum kahii.n ko jaa rahe ho.n aur rastaa bhuul jaaye tere bai.nyyaa ke jhuule me.n si.nyyyaa ba.cbii jhuul jaaye ham tum \threedots bastii se duur, parabat ke piichhe mastii me.n chuur ghane pe.Do.n ke niiche an_dekhii an_jaanii sii jagah ho bas ek ham ho aur duujii havaa ho socho kabhii aisaa ho to kyaa ho socho kabhii aisaa ho to kyaa ho ham tum ek ja.ngal se guzare aur sher aa jaaye sher se kahuu.N tumako cho.D ke mujhe khaa jaaye ham tum \threedots aise kyo.n khoye hue ho jaage ho ki soye hue ho kyaa hogaa kal kisako khabar hai tho.Daa saa mere dil me.n ye Dar hai socho kabhii aisaa ho to kyaa ho socho kabhii aisaa ho to kyaa ho ham tum, yuu.N hii ha.Ns khel rahe ho.n aur aa.Nkh bhar aaye tere sar kii qasam tere Gam se ba.cbii mar jaaye ham tum \threedots % #endindian \endsong %