% \startsong \stitle{tayyab alii pyaar ka dushaman}% \film{Amar Akbar Anthony}% \year{1977}% \starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh, Mukri, Amitabh, Vinod Khanna, Parveen Babi, Shabana, Pran, Nirupa Roy, Jeevan}% \singer{Rafi, Mukri, chorus}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % r: tayyab alii pyaar kaa dushaman haay! haay! merii jaan kaa dushaman haay! haay! la.Dakaa aur la.Dakii ko: raazii r: phir bhii na maane ko: qaazii r: ye zidd na chho.De, mere dil ko to.De ye banane na de merii salamaa ko merii dulhan tayyab alii pyaar kaa dushaman haay! haay! r: laka.Dii beche aur na samajhe, la.Dakii ke aramaano.n ko moTaa seTh taraazuu me.n tole haa.N taraazuu me.n tole chhoTe insaano.n ko ho jaaye buDDhaa ko: haa.N jii r: allaah ko pyaaraa ko: haa.N jii r: mai.n kar luu.N shaadii khaanaa aabaadii sulajh jaaye pal me.n merii baraso.n kii ulajhan tayyab alii \threedots saaTh baras kii umar me.n aise cheharaa kisii kaa khilataa hai hamako hai maaluum kisii se, kisii se chhupakar ye bhii milataa hai mai.n naam bataa_uu.N? mu: na jii, na jii, na jii r: tasaviir dikhaa_uu.N? mu: na jii, na jii, na jii r: Dar gayaa ye kaise baazaar me.n aise shariifo.n ko ham rusavaa nahii.n karate miyaa.N jumman tayyab alii \threedots % #endindian \endsong %