% \startsong \stitle{saamane ye kaun aayaa dil me.n huii halachal}% \film{Jawani Diwani}% \year{1972}% \starring{Randhir Kapoor, Jaya Bhaduri}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % saamane ye kaun aayaa dil me.n huii halachal dekh ke bas ek hii jhalak ho gaye ham paagal baate.n mulaaqaate.n to ho.ngii ham se bhii vo ham pe khule.ngii kabhii aaj nahii.n to kal aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n baato.n hii baato.n me.n kabhii jaan pahachaan hogii sun lo ye kahaanii hasiinaa ik anajaanii kisii din maharabaan hogii zuu zu zuu, zuu zu zuu zuu zu zuu, zuu zu zu zu saamane ye kaun aayaa \threedots rahanaa hai yahaa.N to dono.n hai.n javaa.N to bhalaa duur kaise rahe.nge maanaa vo hasii.n hai to ham bhii kam nahii.n hai.n vo magaruur kaise rahe.nge la laa ra, la laa ra la laa ra, la laa la la saamane ye kaun aayaa \threedots % #endindian \endsong %