% \startsong \stitle{jab dard nahii.n thaa siine me.n}% \film{Anurodh}% \year{1977}% \starring{Rajesh Khanna, Vinod Mehra}% \singer{Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % na ha.Nsanaa mere Gam pe i.nsaaf karanaa jo mai.n ro pa.Duu.N to mujhe maaf karanaa jab dad.r nahii.n thaa siine me.n kyaa Kaak mazaa thaa jiine me.n ab ke shaayad ham bhii roye.n saavan ke mahiine me.n jab dad.r nahii.n thaa \threedots yaaro kaa Gam kyaa hotaa hai maaluum na thaa anjaano.n ko saahil pe kha.De hokar aqsar dekhaa hamane tuufaano.n ko ab ke shaayad dil bhii Duube maujo.n ke safiine me.n jab dad.r nahii.n thaa \threedots aise to Thes na lagatii thii jab apane ruuThaa karate the aise to dard na hotaa thaa jab sapane TuuTaa karate the ab ke shaayad dil bhii TuuTe ab ke shaayad ham bhii roye.n saavan ke mahiine me.n jab dad.r nahii.n thaa \threedots is qadar pyaar to koii karataa nahii.n marane vaalo.n ke saath koii marataa nahii.n aap ke saamane mai.n na phir aa_uu.Ngaa giit hii jab na ho.nge to kyaa gaa_uu.Ngaa merii aavaaz pyaarii hai to dosto.n yaar bach jaaye meraa du_aa sab karo duaa sab karo % #endindian \endsong %