% \startsong \stitle{jaane na nazar, pahachaane jigar}% \film{Aah}% \year{1953}% \starring{Raj Kapoor, Nargis}% \singer{Lata, Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Nita Awatramani % Transliterator: Nita Awatramani % Credits: K Vijay Kumar, Neha Desai % Editor: % Comments : Dialogue before the song goes something like this % RK : chaa.Nd ke piichhe bhaag rahaa huu.N magar ab tak % haath nahii.n aaya % ek baat bataaiye % N : kyaa? % RK : aap ko dekh ke aisaa kyo.n lagataa hai jaise aap ko % kahii.n dekhaa hai % N : (with a laugh) sapano.n me.n dekhaa hogaa % RK : (wistfully) jii haa.N, mai.n sapane bahut dekhaa % karataa huu.N % \printtitle #indian % jaane na nazar pahachaane jigar ye kaun jo dil par chhaayaa meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2 (aavaaz ye kisakii aatii hai jo chhe.D ke dil ko jaatii hai ) - 2 mai.n sun ke jise sharmaa jaa_uu.N hai kaun jo dil me.n samaayaa meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2 jaane na nazar pahachaane jigar ye kaun jo dil par chhaayaa mujhe roz roz ta.Dapaayaa - 2 (Dhuu.NDhe.nge use ham taaro.n me.n saavan kii ThaNDii bahaaro.n me.n) - 2 par ham bhii kisii se kam to nahii.n kyo.n ruup ko apane chhupaayaa mujhe roz roz ta.Dapaayaa - 2 (bin dekhe jisako pyaar karuu.N gar dekhuu.N us ko jaan bhii duu.N) - 2 ek baar kaho o jaadugar ye kaun saa khel rachaayaa meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2 % #endindian \endsong %