% \startsong \stitle{gore haatho.n par na zulm karo}% \film{Pyaar Kiye Jaa}% \year{1966}% \starring{Shashi Kapoor, Kishore Kumar, Mahmood}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % oye hoye gore haatho.n par na zulm karo haazir hai ye bandaa huqm karo tumhaarii ka.Nvaarii kalaa_ii ko daaG na lage gore haatho.n par \threedots jaan\-e\-man in haatho.n me.n to mehandii kaa ra.ng laganaa hai haay, pyaar kii ra.ngat se teraa naazuk a.ng a.ng sajanaa hai hai kaun sii aisii majabuurii jo husn kare ye mazaduurii tumhaarii ka.Nvaarii kalaa_ii ko \threedots mahalo.n kii tum raanii ho, mai.n priit nagar kaa shahazaadaa baa.NT le.n ham kyo.n na dono, dhan apanaa aadhaa aadhaa ham kaam kare.n tum, raaj karo ma.nzuur to haath pe haath dharo tumhaarii ka.Nvaarii kalaa_ii ko \threedots gusse me.n jo ulajhii hai aao to vo laT mai.n sulajhaa duu.N haay, chhe.De jo zulfe.n terii us shokh havaa ko rukavaa duu.N dekho na yuu.N aa.Nkhe.n mal\-mal ke pa.D jaaye.nge dhabbe kaajal ke tumhaarii ka.Nvaarii kalaa_ii ko \threedots % #endindian \endsong %