% \startsong \stitle{ye bahaaro.n kaa samaa, chaa.Nd taaro.n kaa samaa}% \film{Milap}% \year{}% \starring{}% \singer{Hemant}% \music{N Dutta}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@du.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % \printtitle #indian % ye bahaaro.n kaa samaa, chaa.Nd taaro.n kaa samaa kho nA jaaye aa bhI jaa, ye bahaaro.n kaa samaa \threedots zindagaanii dard ban jaaye kahii.n aisaa nA ho saa.Ns aahe.n sard ban jaaye kahii.n aisaa nA ho dil ta.Dap kar nA ???, so nA jaaye aa bhI jaa ye bahaaro.n kaa samaa \threedots kyaa huaa kyo.n is tarah tUne nigaahe.n pher lii.n merI rAho.n kii taraf se apanii raahe.n pher lii.n zindagii kA kaaravaa.n kho nA jaaye aa bhI jaa ye bahaaro.n kaa samaa \threedots % #endindian \endsong %