% \startsong \stitle{ye aa.Nsuu mere dil kii zubaan hai.n}% \film{Hamrahi}% \year{}% \starring{Rajendra Kumar, Jamuna}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: U.V. Ravindra (uvr@tata_elxsi.soft.net) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Jul 27 1995 % Credits: Rajan Parrikar (parrikar@mimicad.colorado.edu) % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % ye aa.Nsuu mere dil kii zubaan hai.n \-2 mai.n ro_uu.N to ro de.n aa.Nsuu mai.n ha.Ns duu.N to ha.Ns de.n aa.Nsuu ye aa.Nsuu mere dil kii zubaan hai.n \-2 aa.Nkh se Tapakii jo chi.ngaarii, har aa.Nsuu me.n chhabii tumhaarii chiir ke mere dil ko dekho, bahate lahuu me.n priit tumhaarii ye jiivan jaise sulagaa tuufaan hai ye aa.Nsuu mere dil ki zubaan hai.n \-2 mai.n ro_uu.N to ro de.n aa.Nsuu mai.n ha.Ns duu.N to ha.Ns de.n aa.Nsuu ye aa.Nsuu mere dil kii zubaan hai.n \-2 jiivan\-path par jiivan saathii, saath chale ho mu.Nh na mo.Do dard\-o\-Gam ke doraahe par, mujhako ta.Dapataa yuu.N na chho.Do ye naGamaa mere Gam kaa bayaan hai ye aa.Nsuu mere dil kii zubaan hai.n \-2 mai.n ro_uu.N to ro de.n aa.Nsuu mai.n ha.Ns duu.N to ha.Ns de.n aa.Nsuu ye aa.Nsuu mere dil kii zubaan hai.n \-2 % % a very chirpy, happy, dreamy, sleepy % -- Pintu Diwana urf ShashiZZZZZZZZ % #endindian \endsong %