% \startsong \stitle{vo paas rahe.n yaa duur rahe.n}% \film{Badi Behan}% \year{1949}% \starring{Suraiyya, Rehman, Geeta Bali}% \singer{Suraiyya}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: Hemlata N. Khemani (hnkst5+@pitt.edu) % Date: 19 sept, 1997 % Transliterator: % \printtitle #indian % vo paas rahe.n yaa duur rahe.n nazaro.n me.n samaaye rahate hai.n itanaa to bataa de ko_ii hame.n kyaa pyaar isii ko kahate hai.n chhoTii sii baat muhabbat kii aur vo bhii kahii nahii.n jaatii kuchh vo sharamaaye rahate hai.n kuchh ham sharamaaye rahate hai.n milane kii gha.Diyaa.N chhoTii hai.n aur raat judaa_ii kii lambii jab saarii duniyaa sotii hai ham taare ginate rahate hai.n vo paas rahe.n yaa duur rahe.n nazaro.n me.n samaaye rahate hai.n itanaa to bataa de ko_ii hame.n kyaa pyaar isii ko kahate hai.n % #endindian \endsong %