% \startsong \stitle{tum na jaane kis jahaa.N me.n kho gaye}% \film{Sazaa}% \year{1951}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Vandana Venkatesan % Editor: % \printtitle #indian % tum na jaane kis jahaa.N me.n kho gaye ham bharii duniyaa me.n tanahaa ho gaye tum na jaane kis jahaa.N me.n \threedots ek jaa.n aur laakh Gam, ghuT ke rah jaaye na dam aao tum ko dekh le.n, Duubatii nazaro.n se ham luuT kar meraa jahaa.N chhup gaye ho tum kahaa.N \- 2 tum kahaa.N, tum kahaa.N, tum kahaa.N tum na jaane kis jahaa.N me.n \threedots maut bhii aatii nahii.n, raat bhii jaatii nahii.n dil ko ye kyaa ho gayaa, koii shah bhaatii nahii.n luuT kar meraa jahaa.N chhup gaye ho tum kahaa.N \- 2 tum kahaa.N, tum kahaa.N, tum kahaa.N tum na jaane kis jahaa.N me.n \threedots % #endindian \endsong %