% \startsong \stitle{terii galiyo.n me.n na rakhe.nge kadam, aaj ke baad}% \film{Hawas}% \year{}% \starring{Navin Nischal, Neetu Singh}% \singer{Rafi}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{Saawan Kumar}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % terii galiyo.n me.n naa rakhe.nge kadam, aaj ke baad tere milane ko na aae.nge sanam, aaj ke baad terii galiyo.n me.n naa \threedots tuu meraa milanaa \threedots tuu meraa milanaa samajh lenaa ek sapanaa thaa tujhako aakhir mil hii gayaa jo teraa apanaa thaa ham ko duniyaa me.n samajhanaa naa sanam, aaj ke baad tere milane ko naa aae.nge sanam, aaj ke baad gir ke aae.ngii \threedots gir ke aae.ngii ghaTaae.n phir se saavan kii tum to baaho.n me.n rahogii apane saajan kii gale ham Gam ko lagaae.nge sanam, aaj ke baad tere milane ko naa aae.nge sanam, aaj ke baad % #endindian \endsong %