% \startsong \stitle{terii aa.Nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakhaa kyaa hai}% \film{Chiraag}% \year{}% \starring{Sunil Dutt, Asha Parekh}% \singer{Rafi / Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Additions : Ravi K Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % \printtitle #indian % terii aa.Nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai ye uThe.n subah chale, ye jhuke.n shaam Dhale meraa jiinaa meraa maranaa inhii.n palako.n ke tale terii aa.Nkho.n ke sivaa \threedots (rafii) palako.n kii galiyo.n me.n chehare bahaaro.n ke ha.Nsate hue hai.n mere Kaabo.n ke kyaa\-kyaa nagar iname.n basate hue ye uThe.n subah chale \threedots iname.n mere aanevaale zamaane kii tasviir hai chaahat ke kaajal se likhii huii merii taqadiir hai ye uThe.n subah chale \threedots (lataa) Thokar jahaa.N maine khaaI inho.nne pukaaraa mujhe ye hamasafar hai.n to kaafii hai inakaa sahaaraa mujhe ye uThe.n subah chale \threedots ye ho.n kahii.n inakaa saayaa mere dil se jaataa nahii.n inake sivaa ab to kuchh bhii nazar mujhako aataa nahii.n ye uThe.n subah chale \threedots % #endindian \endsong %