% \startsong \stitle{afasaana likh rahii huu.N}% \film{Dard}% \year{1947}% \starring{Suraiyya, Munawwar Sultana}% \singer{Uma Devi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: % Date: Sep 1 1997 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % afasaana likh rahii huu.N (2) dil-e-beqaraar kaa aa.Nkho.N me.n ra.ng bhar ke tere i.ntazaar kaa afasaanaa likh rahii huu.N jab tuu nahii.n to kuchh bhii nahii.n hai bahaar me.n nahii.n hai bahaar me.n jii chaahataa hai muu.Nh bhii jii chaahataa hai muu.Nh bhii na dekhuu.N bahaar kaa aa.Nkho.N me.n rang bhar ke tere i.ntazaar kaa afasaanaa likh rahii huu.N haasil hai.n yuu.N to mujhako zamaane kii daulate.n zamaane kii daulate.n lekin nasiib laa_ii lekin nasiib laa_ii huu.N ik soGavaar kaa aa.Nkho.N me.n rang bhar ke tere i.ntazaar kaa afasaanaa likh rahii huu.N aajaa ki ab to aa.Nkh me.n aa.Nsuu bhii aa gaye aa.Nsuu bhii aa gaye saaGar chhalak uThaa saaGar chhalak uThaa mere sabr-o-qaraar kaa aa.Nkho.N me.n rang bhar ke tere i.ntazaar kaa afasaanaa likh rahii huu.N % #endindian \endsong %