% \startsong \stitle{piyaa tose nainaa laage re, nainaa laage re, jaane kyaa ho ab aage re}% \film{Guide}% \year{1965}% \starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % piyaa tose nainaa laage re, nainaa laage re jaane kyaa ho ab aage re, nainaa laage re piyaa tose nainaa laage re, nainaa laage re ho, jag ne utaare ho, dharatii pe taare, par man meraa murajhaaye ho, un bin aa_ii ho, aisii dIvaalii milaneko jiyaa tarasaaye, aa saajan paayal pukaare jhanaka jhan jhan jhanaka jhan jhan, piyaa tose piyaa tose nainaa \threedots bhor kii belaa suhaanii, nadiyaa ke tiire bhar ke gAgar jis gha.Dii mai.n chaluu.N dhiire dhiire tum pe nazar jab aa_ii, jaane kyo.n baj uThe ka.nganaa chhanaka chhan chhan chhanaka chhan chhan, piyaa tose piyaa tose nainaa \threedots ho, aa, ho, aaI holii aaI ho, sab ra.ng laaI bin tere holii bhii na bhaae, ho bhar pichakaarii, ho, sakhiyo.n ne maarii bhiigii morii saarii hay hay, tan\-badan meraa kaa.npe thar\-thar dhinaka dhin dhin dhinaka dhin dhin, piyaa tose piyaa tose nainaa \threedots raat ko jab chaa.Nd chamake jal uThe tan meraa mai.n kahuu.N mat karo cha.ndaa is galii kaa pheraa aanaa meraa saiyaa.N jab aae chamakanaa us raat ko jab mile.nge tan\-man mile.nge tan\-man, piyaa tose piyaa tose nainaa \threedots piyaa ho ho piyaa ## (chorus) ## \threedots % #endindian \endsong %